Ajab Waiz Ki Din-Dari Hai Ya Rab,,
Adawat Hai Ise Sare Jahan Se,,
Koi Ab Tak Na Ye Samjha K Insan,,
Kahan Jata Hai Ata Hai Kahan Se,,
Wahin Se Rat Ko Zulmat Mili Hai,,
Chamak Taron Ne Pai Hai Jahan Se,,
Ham Apni Dard-Mandi Ka Fasana,,
Suna Karte Hain Apne Razdan Se,,
Bari Barik Hain Waiz Ki Chalen,,
Laraz Jata Hai Awaz-E-Azan Se.
Adawat Hai Ise Sare Jahan Se,,
Koi Ab Tak Na Ye Samjha K Insan,,
Kahan Jata Hai Ata Hai Kahan Se,,
Wahin Se Rat Ko Zulmat Mili Hai,,
Chamak Taron Ne Pai Hai Jahan Se,,
Ham Apni Dard-Mandi Ka Fasana,,
Suna Karte Hain Apne Razdan Se,,
Bari Barik Hain Waiz Ki Chalen,,
Laraz Jata Hai Awaz-E-Azan Se.
No comments:
Post a Comment